aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHwahish-e-aish nahin dard-e-nihani ki qasam

Akhtar Ansari

KHwahish-e-aish nahin dard-e-nihani ki qasam

Akhtar Ansari

MORE BYAkhtar Ansari

    ḳhvāhish-e-aish nahīñ dard-e-nihānī qasam

    bul-havas khāyā kareñ ishrat-e-fānī qasam

    ik ġham-añgez haqīqat hai hamārī hastī

    qissa-ḳhvāñ terī ġham-añgez kahānī qasam

    dil gahrā.iyoñ meñ aag dabī rakhtā huuñ

    chashm-e-giryāñ se baraste hue paanī qasam

    jab se aa.ī hai ḳhudā rakkhe javānī 'aḳhtar'

    ham har ik baat par khāte haiñ javānī qasam

    KHwahish-e-aish nahin dard-e-nihani ki qasam

    bul-hawas khaya karen ishrat-e-fani ki qasam

    ek gham-angez haqiqat hai hamari hasti

    qissa-KHwan teri gham-angez kahani ki qasam

    dil ki gahraiyon mein aag dabi rakhta hun

    chashm-e-giryan se baraste hue pani ki qasam

    jab se aai hai KHuda rakkhe jawani 'aKHtar'

    hum har ek baat par khate hain jawani ki qasam

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now