Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main apne iKHtiyar mein hun bhi nahin bhi hun

Nida Fazli

main apne iKHtiyar mein hun bhi nahin bhi hun

Nida Fazli

MORE BYNida Fazli

    maiñ apne iḳhtiyār meñ huuñ bhī nahīñ bhī huuñ

    duniyā ke kārobār meñ huuñ bhī nahīñ bhī huuñ

    terī justujū meñ lagā hai kabhī kabhī

    maiñ tere intizār meñ huuñ bhī nahīñ bhī huuñ

    fihrist marne vāloñ qātil ke paas hai

    maiñ apne mazār meñ huuñ bhī nahīñ bhī huuñ

    auroñ ke saath aisā koī mas.ala nahīñ

    ik maiñ is dayār meñ huuñ bhī nahīñ bhī huuñ

    mujh se hai har ek siyāsat e'tibār

    phir bhī kisī shumār meñ huuñ bhī nahīñ bhī huuñ

    main apne iKHtiyar mein hun bhi nahin bhi hun

    duniya ke karobar mein hun bhi nahin bhi hun

    teri hi justuju mein laga hai kabhi kabhi

    main tere intizar mein hun bhi nahin bhi hun

    fihrist marne walon ki qatil ke pas hai

    main apne hi mazar mein hun bhi nahin bhi hun

    auron ke sath aisa koi masala nahin

    ek main hi is dayar mein hun bhi nahin bhi hun

    mujh se hi hai har ek siyasat ka e'tibar

    phir bhi kisi shumar mein hun bhi nahin bhi hun

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    main apne iKHtiyar mein hun bhi nahin bhi hun Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now