Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pahlu mein dard-e-ishq ki duniya liye hue

Shakeel Badayuni

pahlu mein dard-e-ishq ki duniya liye hue

Shakeel Badayuni

MORE BYShakeel Badayuni

    pahlū meñ dard-e-ishq duniyā liye hue

    baiThā huuñ zindagī sahārā liye hue

    dil hai tajallī-e-ruḳh-e-zebā liye hue

    āġhosh meñ hai chāñd ko dariyā liye hue

    pahuñche to dil meñ josh-e-tamannā liye hue

    lauTe magar luTī huī duniyā liye hue

    maiñ rahā huuñ ġham-kada-e-rozgār meñ

    terī mohabbatoñ sahārā liye hue

    uThtā huuñ bazm-e-husn se laġhzish-ba-pā 'shakīl'

    bahkī ik nazar sahārā liye hue

    pahlu mein dard-e-ishq ki duniya liye hue

    baiTha hun zindagi ka sahaara liye hue

    dil hai tajalli-e-ruKH-e-zeba liye hue

    aaghosh mein hai chand ko dariya liye hue

    pahunche to dil mein josh-e-tamanna liye hue

    lauTe magar luTi hui duniya liye hue

    main ji raha hun gham-kada-e-rozgar mein

    teri mohabbaton ka sahaara liye hue

    uThta hun bazm-e-husn se laghzish-ba-pa 'shakil'

    bahki si ek nazar ka sahaara liye hue

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    pahlu mein dard-e-ishq ki duniya liye hue Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now