Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

waqai koi agar maujud hai

Jamal Ehsani

waqai koi agar maujud hai

Jamal Ehsani

MORE BYJamal Ehsani

    vāqa.ī koī agar maujūd hai

    phir to ye dukh umr-bhar maujūd hai

    biich rasta nahīñ baaqī koī

    ḳhudā hai bashar maujūd hai

    us ko paane tavaqqo hai bahut

    jab talak ye chashm-e-tar maujūd hai

    us ke milne se pahle jaane kyuuñ

    us ko kho dene Dar maujūd hai

    koī manzil kaise tanhā sar kareñ

    ham-safar meñ ham-safar maujūd hai

    ādat-e-ḳhāna-ḳharābī hai 'jamāl'

    varna achchhā-ḳhāsā ghar maujūd hai

    waqai koi agar maujud hai

    phir to ye dukh umr-bhar maujud hai

    bich ka rasta nahin baqi koi

    ya KHuda hai ya bashar maujud hai

    us ko pane ki tawaqqo hai bahut

    jab talak ye chashm-e-tar maujud hai

    us ke milne hi se pahle jaane kyun

    us ko kho dene ka Dar maujud hai

    koi manzil kaise tanha sar karen

    ham-safar mein ham-safar maujud hai

    aadat-e-KHana-KHarabi hai 'jamal'

    warna achchha-KHasa ghar maujud hai

    RECITATIONS

    Javed Naseem

    Javed Naseem,

    Javed Naseem

    waqai koi agar maujud hai Javed Naseem

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now