aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek nai duniya ka sabab

Khurshid Akram

ek nai duniya ka sabab

Khurshid Akram

MORE BYKhurshid Akram

    is se pahle ham

    ek ġhamnāk kahānī ke kirdār ho jaa.eñ

    aao apne hisse dhuup le kar

    havā ho jaa.eñ

    kisī aur sayyāre meñ baseñ

    aadam aur havvā ho jaa.eñ

    phir ḳhatā kareñ ḳhudā.ī se ghabrā kar

    aur is jurm-e-mohabbat sazā paa.eñ

    ik na.ī duniyā sabab ho jaa.eñ

    is se pahle ki hum

    ek ghamnak kahani ke kirdar ho jaen

    aao apne hisse ki dhup le kar

    hawa ho jaen

    kisi aur sayyare mein ja basen

    aadam aur hawwa ho jaen

    phir KHata karen KHudai se ghabra kar

    aur is jurm-e-mohabbat ki saza paen

    ek nai duniya ka sabab ho jaen

    RECITATIONS

    Khurshid Akram

    Khurshid Akram,

    Khurshid Akram

    ek nai duniya ka sabab Khurshid Akram

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now