Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Salim Saleem's Photo'

Salim Saleem

1985 | Delhi, India

Prominent upcoming poet.

Prominent upcoming poet.

Salim Saleem

Ghazal 95

Nazm 1

 

Sher-o-Shayari 53

apne jaisī koī tasvīr banānī thī mujhe

mire andar se sabhī rañg tumhāre nikle

apne jaisi koi taswir banani thi mujhe

mere andar se sabhi rang tumhaare nikle

  • Share this

bhare bāzār meñ baiThā huuñ liye jins-e-vajūd

shart ye hai ki mirī ḳhaak qīmat jaa.e

bhare bazar mein baiTha hun liye jins-e-wajud

shart ye hai ki meri KHak ki qimat di jae

chaTaḳh ke TuuT ga.ī hai to ban ga.ī āvāz

jo mere siine meñ ik roz ḳhāmushī huī thī

chaTaKH ke TuT gai hai to ban gai aawaz

jo mere sine mein ek roz KHamushi hui thi

  • Share this

maiñ ghaTtā rahā huuñ apne andar

tumheñ itnā ziyāda kar liyā hai

main ghaTta ja raha hun apne andar

tumhein itna ziyaada kar liya hai

ik barf jamī rahe dīvār-o-bām par

ik aag mere kamre ke andar lagī rahe

ek barf si jami rahe diwar-o-baam par

ek aag mere kamre ke andar lagi rahe

  • Share this

Naat 1

 

BOOKS 262

Videos 12

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Salim Saleem

Badan simta hua aur dasht e jaan phela hua hai

Salim Saleem

Ek naye shehr e khush aasar ki bimari hai

Salim Saleem

Kuch bhi nahi hai baaqi bazar chal raha hai

Salim Saleem

Saalim Salim

Saalim Salim, a young Urdu poet from Delhi is reciting his ghazals at Rekhta Studio. Salim Saleem

Yun to sab ke liye kya kya na ishaare nikle

Salim Saleem

Zehen ki qaid se aazad kya jaaye use

Salim Saleem

Badan simta hua aur dasht e jaan phela hua hai

Salim Saleem

havaa se istifaada kar liyaa hai

Salim Saleem

ik na.e shahr-e-KHush-aasaar kii biimaarii hai

Salim Saleem

kuchh bhii nahii.n hai baaqii baazaar chal rahaa hai

Salim Saleem

zehn kii qaid se aazaad kiyaa jaa.e use

Salim Saleem

Audios 8

badan simTaa hu.aa aur dasht-e-jaa.n phailaa hu.aa hai

daalaan me.n kabhii kabhii chhat par kha.Daa huu.n mai.n

dasht kii viiraaniyo.n me.n KHema-zan hotaa hu.aa

Recitation

RELATED Blog

 

RELATED Poets

More Poets From "Delhi"

Recitation

Speak Now