aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Sarwat Zehra's Photo'

Sarwat Zehra

1972 | Virginia, USA

Prominent women poet from Pakistan, living in USA.

Prominent women poet from Pakistan, living in USA.

Sarwat Zehra

Ghazal 17

Nazm 27

Sher-o-Shayari 13

bint-e-havvā huuñ maiñ ye mirā jurm hai

aur phir shā.erī to kaḌā jurm hai

bint-e-hawwa hun main ye mera jurm hai

aur phir shaeri to kaDa jurm hai

  • Share this

ḳhvāb aur tamannā kyā hisāb rakhnā hai

ḳhvāhisheñ haiñ sadiyoñ umr to zarā hai

KHwab aur tamanna ka kya hisab rakhna hai

KHwahishen hain sadiyon ki umr to zara si hai

jaane vaale ko chale jaanā hai

phir bhī rasman pukārā jaa.e

jaane wale ko chale jaana hai

phir bhi rasman hi pukara jae

vaqt bhī ab mirā marham nahīñ hone paatā

dard kaisā hai jo maddham nahīñ hone paatā

waqt bhi ab mera marham nahin hone pata

dard kaisa hai jo maddham nahin hone pata

jo saarā din mire ḳhvāboñ ko reza reza karte haiñ

maiñ un lamhoñ ko kar raat bistar banātī huuñ

jo sara din mere KHwabon ko reza reza karte hain

main un lamhon ko si kar raat ka bistar banati hun

BOOKS 3

 

Videos 7

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Dard Ke Aawe Me Chuhla Na Jale Tab Kiya Ho

Karachi born well known poet Dr.Sarwat Zehra who is currently residing in Dubai, reciting her poetries at Rekhta Studio.She is one of the few female writers who have haven't restricted herself to a certain part, but prefers to write over subjects which have either not touched previously or less has been said in this regard so far.Sarwat's poety is the reflection of her own emotions and feelings yet not different from the mass. Sarwat Zehra

aamriyat ka qaseeda

bhaarii buuTo.n-tale rau.ndte jaa.iye Sarwat Zehra

ajaib khaana

miraa vajuud Sarwat Zehra

be paron ki titli

ye jhaa.Dan kii miTTii se Sarwat Zehra

bint e hawwa

bint-e-havvaa huu.n mai.n ye miraa jurm hai Sarwat Zehra

internet asthan ki malika

internet-asthaan pe baiThii KHvaab kii malka! Sarwat Zehra

nigah e khaak zara pairahan badalna to

Sarwat Zehra

Audios 11

Har ek khwab so gaya

Hazaar toote huye zaviyon mein biethi hoon

Khali khali raston pe

Recitation

More Poets From "Virginia"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now