aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Sher Singh Naaz Dehlvi's Photo'

Sher Singh Naaz Dehlvi

1898 - 1962 | Delhi, India

Sher Singh Naaz Dehlvi

Ghazal 20

Sher-o-Shayari 3

chuum kar aayā hai ye dast-e-hinā.ī aap

kyuuñ na rakkhūñ maiñ kaleje se lagā kar tiir ko

chum kar aaya hai ye dast-e-hinai aap ka

kyun na rakkhun main kaleje se laga kar tir ko

  • Share this

nigah-e-lutf meñ hai uqda-kushā.ī muzmar

kaam bigḌe hue bandoñ ke sañvar jaate haiñ

nigah-e-lutf mein hai uqda-kushai muzmar

kaam bigDe hue bandon ke sanwar jate hain

bātoñ meñ DhūñDte haiñ vo pahlū malāl

matlab ye hai ki zikr na aa.e visāl

TRANSLATION

An angle of regret she searches in whatever I say,

So that the topic of coition may always be kept at bay.

Sagar Akbarabadi

baaton mein DhunDte hain wo pahlu malal ka

matlab ye hai ki zikr na aae visal ka

TRANSLATION

An angle of regret she searches in whatever I say,

So that the topic of coition may always be kept at bay.

Sagar Akbarabadi

 

BOOKS 2

 

Audios 7

dam-e-aKHiir bhii ham ne zabaa.n se kuchh na kahaa

kyaa KHabar thii ko.ii rusvaa-e-jahaa.n ho jaa.egaa

vo had se duur hote jaa rahe hai.n

Recitation

More Poets From "Delhi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now