Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Waseem Barelvi's Photo'

Waseem Barelvi

1940 | Bareilly, India

Popular poet having vast mass following.

Popular poet having vast mass following.

Waseem Barelvi

Ghazal 65

Nazm 10

Sher-o-Shayari 71

dukh apnā agar ham ko batānā nahīñ aatā

tum ko bhī to andāza lagānā nahīñ aatā

dukh apna agar hum ko batana nahin aata

tum ko bhi to andaza lagana nahin aata

ġham aur hotā sun ke gar aate na vo 'vasīm'

achchhā hai mere haal un ko ḳhabar nahīñ

on knowing if she did not come the pain would be much worse

her ignorance of my condition is surely not a curse

gham aur hota sun ke gar aate na wo 'wasim'

achchha hai mere haal ki un ko KHabar nahin

on knowing if she did not come the pain would be much worse

her ignorance of my condition is surely not a curse

maiñ ne chāhā hai tujhe aam se insāñ tarah

mirā ḳhvāb nahīñ hai jo bikhar jā.egā

main ne chaha hai tujhe aam se insan ki tarah

tu mera KHwab nahin hai jo bikhar jaega

  • Share this

sabhī rishte gulāboñ tarah ḳhushbū nahīñ dete

kuchh aise bhī to hote haiñ jo kāñTe chhoḌ jaate haiñ

sabhi rishte gulabon ki tarah KHushbu nahin dete

kuchh aise bhi to hote hain jo kanTe chhoD jate hain

  • Share this

tum aa ga.e ho to kuchh chāñdnī bāteñ hoñ

zamīñ pe chāñd kahāñ roz roz utartā hai

how often does the moon condescend to come to earth

let us talk of love and joy now that you are here

tum aa gae ho to kuchh chandni si baaten hon

zamin pe chand kahan roz roz utarta hai

how often does the moon condescend to come to earth

let us talk of love and joy now that you are here

Qita 11

Geet 1

 

BOOKS 6

 

Image Shayari 15

Videos 38

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Waseem Barelvi

2013 BAHRAIN (Sham-e-Gulzar)

Waseem Barelvi

43rd Shri Ram Kavi Sammelan Held At Modern School , Barakhamba Road , New Delhi on Nov 23 , 2013

Waseem Barelvi

Dhahran Mushaira

Waseem Barelvi

Dubai Mushaira 2014 - part 2

Waseem Barelvi

Hawa Andheron Ke

Waseem Barelvi

Indore Mushaira - Sarahado Se Aage - 2012

Waseem Barelvi

Main Kis Bairi Ke Dwar- Waseem Barelvi

Waseem Barelvi

Sulagti Ankhon Se Unwaney Sham Likhta hai

Waseem Barelvi

Waseem Barelvi - Jashn-e-Waseem Barelvi Houston 2009

Waseem Barelvi

Waseem Barelvi - Lucknow Mahotsav- Main zamane ki

Waseem Barelvi

Waseem Barelvi (Jashn-e-Waseem Barelvi Houston 2009)

Waseem Barelvi

Waseem Barelvi at Mushaira

Waseem Barelvi

Waseem Barelvi at Mushaira

Waseem Barelvi

Waseem Barelvi at Mushaira

Waseem Barelvi

Waseem Barelvi at Mushaira Haidrabad

Waseem Barelvi

Waseem Barelvi Dewa Mahotsav Uski Gali Mein Roz Ka Aana Jana Hai

Waseem Barelvi

Waseem Barelvi Lucknow Mahotsav Nain Se Nain Mila Kar Dekho

Waseem Barelvi

Yaad-e-Masoom Mushaira & Kavi Sammelan, Moradabad 2012

Waseem Barelvi

biite hu.e din KHud ko jab dohraate hai.n

Waseem Barelvi

kyaa dukh hai samundar ko bataa bhii nahii.n saktaa

Waseem Barelvi

mai.n aasmaa.n pe bahut der rah nahii.n saktaa

Waseem Barelvi

mai.n is umiid pe Duubaa ki tuu bachaa legaa

Waseem Barelvi

mujhe bujhaa de miraa daur muKHtasar kar de

Waseem Barelvi

nigaaho.n ke taqaaze chain se marne nahii.n dete

Waseem Barelvi

tumhaarii raah me.n miTTii ke ghar nahii.n aate

Waseem Barelvi

zara sa qatra kahi aaj agar ubharta hai

Waseem Barelvi

RELATED Poets

More Poets From "Bareilly"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now