Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

harf harf gundhe the tarz mushkbu ki thi

Zehra Nigaah

harf harf gundhe the tarz mushkbu ki thi

Zehra Nigaah

MORE BYZehra Nigaah

    harf harf gūñdhe the tarz mushkbū thī

    tum se baat karne kaisī aarzū thī

    saath saath chalne kis qadar tamannā thī

    saath saath khone kaisī justujū thī

    vo na jaane kyā samjhā zikr mausamoñ thā

    maiñ ne jaane kyā sochā baat rañg-o-bū thī

    is hujūm meñ vo pal kis tarah se tanhā hai

    jab ḳhamosh the ham tum aur guftugū thī

    harf harf gundhe the tarz mushkbu ki thi

    tum se baat karne ki kaisi aarzu ki thi

    sath sath chalne ki kis qadar tamanna thi

    sath sath khone ki kaisi justuju ki thi

    wo na jaane kya samjha zikr mausamon ka tha

    main ne jaane kya socha baat rang-o-bu ki thi

    is hujum mein wo pal kis tarah se tanha hai

    jab KHamosh the hum tum aur guftugu ki thi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now