Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jata hai jo gharon ko wo rasta badal diya

Fatima Hasan

jata hai jo gharon ko wo rasta badal diya

Fatima Hasan

MORE BYFatima Hasan

    jaatā hai jo gharoñ ko vo rasta badal diyā

    āñdhī ne mere shahr naqsha badal diyā

    pahchān jin se thī vo havāle miTā diye

    us ne kitāb-e-zāt safha badal diyā

    kitnā ajiib hai vo musavvir ki ġhaur se

    dekhe jo ḳhadd-o-ḳhāl to chehra badal diyā

    vo khel thā mazāq thā ḳhauf thā koī

    ik chaal chal ke us ne jo mohra badal diyā

    kartā rahā asīrī ke ehsās ko shadīd

    zanjīr khol kabhī pahrā badal diyā

    jata hai jo gharon ko wo rasta badal diya

    aandhi ne mere shahr ka naqsha badal diya

    pahchan jin se thi wo hawale miTa diye

    us ne kitab-e-zat ka safha badal diya

    kitna ajib hai wo musawwir ki ghaur se

    dekhe jo KHadd-o-KHal to chehra badal diya

    wo khel tha mazaq tha ya KHauf tha koi

    ek chaal chal ke us ne jo mohra badal diya

    karta raha asiri ke ehsas ko shadid

    zanjir khol di kabhi pahra badal diya

    RECITATIONS

    Azra Naqvi

    Azra Naqvi,

    Azra Naqvi

    jata hai jo gharon ko wo rasta badal diya Azra Naqvi

    Source:

    yadain bhi ab khwab hoin (Pg. 77)

    • Author: faatima hasan
      • Edition: 2004
      • Publisher: B-155 Block -5 gulshan iqbaal karachi
      • Year of Publication: 2004
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now