aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kidhar ka tha kidhar ka ho gaya hun

Aazim Kohli

kidhar ka tha kidhar ka ho gaya hun

Aazim Kohli

MORE BYAazim Kohli

    kidhar thā kidhar ho gayā huuñ

    musāfir kis safar ho gayā huuñ

    ḳhudā us ko sadā pur-nūr rakkhe

    maiñ taarā jis nazar ho gayā huuñ

    dhare jā.eñge sab ilzām mujh par

    maiñ hissa har ḳhabar ho gayā huuñ

    mujhe ayyāriyāñ sab aa ga.ī haiñ

    maiñ ab tere nagar ho gayā huuñ

    tirī nazroñ ke ik farmān se

    maiñ qaidī umr bhar ho gayā huuñ

    mujhe ab ishq miTTī se nahīñ hai

    maiñ āshiq māl-o-zar ho gayā huuñ

    rivāyat chhoḌ baiThā huuñ maiñ apnī

    maiñ dushman apne ghar ho gayā huuñ

    vo jis ko shā.erī kahte haiñ 'āzim'

    maiñ ghāyal us hunar ho gayā huuñ

    kidhar ka tha kidhar ka ho gaya hun

    musafir kis safar ka ho gaya hun

    KHuda us ko sada pur-nur rakkhe

    main tara jis nazar ka ho gaya hun

    dhare jaenge sab ilzam mujh par

    main hissa har KHabar ka ho gaya hun

    mujhe ayyariyan sab aa gai hain

    main ab tere nagar ka ho gaya hun

    teri nazron ke ek farman hi se

    main qaidi umr bhar ka ho gaya hun

    mujhe ab ishq miTTi se nahin hai

    main aashiq mal-o-zar ka ho gaya hun

    riwayat chhoD baiTha hun main apni

    main dushman apne ghar ka ho gaya hun

    wo jis ko shaeri kahte hain 'azim'

    main ghayal us hunar ka ho gaya hun

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Aazim Kohli

    Aazim Kohli

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now