Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

safar ki dhup mein chehre sunahre kar liye humne

Saqi Faruqi

safar ki dhup mein chehre sunahre kar liye humne

Saqi Faruqi

MORE BYSaqi Faruqi

    safar dhuup meñ chehre sunahre kar liye ham ne

    vo andeshe the rañg āñkhoñ ke gahre kar liye ham ne

    ḳhudā tarh shāyad qaid haiñ apnī sadāqat meñ

    ab apne gird afsānoñ ke pahre kar liye ham ne

    zamāna pech-andar-pech thā ham log vahshī the

    ḳhayāl āzār the lahje ikahre kar liye ham ne

    magar un sīpiyoñ meñ pāniyoñ shor kaisā thā

    samundar sunte sunte kaan bahre kar liye ham ne

    vahī jiine āzādī vahī marne jaldī hai

    divālī dekh ham ne dasahre kar liye ham ne

    safar ki dhup mein chehre sunahre kar liye hum ne

    wo andeshe the rang aankhon ke gahre kar liye hum ne

    KHuda ki tarh shayad qaid hain apni sadaqat mein

    ab apne gird afsanon ke pahre kar liye hum ne

    zamana pech-andar-pech tha hum log wahshi the

    KHayal aazar the lahje ikahre kar liye hum ne

    magar un sipiyon mein paniyon ka shor kaisa tha

    samundar sunte sunte kan bahre kar liye hum ne

    wahi jine ki aazadi wahi marne ki jaldi hai

    diwali dekh li hum ne dasahre kar liye hum ne

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    safar ki dhup mein chehre sunahre kar liye humne Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now