aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

teri aankhon ki chamak bas aur ek pal hai abhi

Iftikhar Naseem

teri aankhon ki chamak bas aur ek pal hai abhi

Iftikhar Naseem

MORE BYIftikhar Naseem

    terī āñkhoñ chamak bas aur ik pal hai abhī

    dekh le is chāñd ko kuchh duur bādal hai abhī

    aañkh to ḳhud ko na.e chehroñ meñ kho kar rah ga.ī

    dil magar us shaḳhs ke jaane se bojhal hai abhī

    ab talak chehre pe haiñ tūfāñ guzarne ke nishāñ

    tah meñ patthar chukā paanī pe halchal hai abhī

    to un bhī gila kartā hai jo tere na the

    ne dekhā nahīñ kuchh bhī pāgal hai abhī

    kar gayā sūraj mujhe tanhā kahāñ kar 'nasīm'

    kyā karūñ maiñ rāste meñ shab jañgal hai abhī

    teri aankhon ki chamak bas aur ek pal hai abhi

    dekh le is chand ko kuchh dur baadal hai abhi

    aankh to KHud ko nae chehron mein kho kar rah gai

    dil magar us shaKHs ke jaane se bojhal hai abhi

    ab talak chehre pe hain tufan guzarne ke nishan

    tah mein patthar ja chuka pani pe halchal hai abhi

    tu to un ka bhi gila karta hai jo tere na the

    tu ne dekha hi nahin kuchh bhi tu pagal hai abhi

    kar gaya suraj mujhe tanha kahan la kar 'nasim'

    kya karun main raste mein shab ka jangal hai abhi

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    teri aankhon ki chamak bas aur ek pal hai abhi Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now