sanp sar mar agar jo jawe mar
saañp sar maar agar jo jaave mar
na kare zulf ke tirī sar bar
naam lailā kā dam-ba-dam le le
mārtā hai jañgal meñ majnūñ baḌ
āshiqāñ dekh terī sañg-dilī
jaan dete haiñ dam-ba-dam mar mar
'ābrū' jiiv Duub jaatā hai
be-ḳhudī kī jab āvatī hai lahr
sanp sar mar agar jo jawe mar
na kare zulf ke teri sar bar
nam laila ka dam-ba-dam le le
marta hai jangal mein majnun baD
aashiqan dekh teri sang-dili
jaan dete hain dam-ba-dam mar mar
'abru' jiw Dub jata hai
be-KHudi ki jab aawati hai lahr
- Book : Deewan-e-Aabro (Pg. 143)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.