Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

taDapte dil ko na le iztirab leta ja

Arzoo Lakhnavi

taDapte dil ko na le iztirab leta ja

Arzoo Lakhnavi

MORE BYArzoo Lakhnavi

    taḌapte dil ko na le iztirāb letā

    paTak de sāġhar-e-ḳhālī sharāb letā

    vo haath maar palaT kar jo kar de kaam tamām

    baḌe 'azāb meñ huuñ maiñ savāb letā

    vo ban ghar se hai achchhā sukūn jis meñ mile

    mujhe bhī o dil-e-ḳhāna-ḳharāb letā

    mile ik aah vaqfa to vaqt-e-purshish-e-hāl

    har ik savāl apne javāb letā

    naqāb uThā ke kiyā sāmnā to muñh ko na pher

    dikhā ke ḳhvāb na āñkhoñ se ḳhvāb letā

    taDapte dil ko na le iztirab leta ja

    paTak de saghar-e-KHali sharab leta ja

    wo hath mar palaT kar jo kar de kaam tamam

    baDe 'azab mein hun main sawab leta ja

    wo ban hi ghar se hai achchha sukun jis mein mile

    mujhe bhi o dil-e-KHana-KHarab leta ja

    mile ek aah ka waqfa to waqt-e-purshish-e-haal

    har ek sawal ka apne jawab leta ja

    naqab uTha ke kiya samna to munh ko na pher

    dikha ke KHwab na aankhon se KHwab leta ja

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now