apnī zaat meñ rahne vaalī
apne liye hī anjānī meñ
koī aks mukammal hai jo
merī ruuh ḳhalā meñ aksar
mujh ko āvāzeñ detā hai
mere jism meñ jaise aag bharī hai
apni zat mein rahne wali
apne liye hi anjaani mein
koi aks mukammal hai jo
meri ruh KHala mein aksar
mujh ko aawazen deta hai
mere jism mein jaise aag bhari hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.