Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kirchen

Gulzar

kirchen

Gulzar

MORE BYGulzar

    TukḌā ik nazm

    din bhar merī sāñsoñ meñ saraktā rahā

    lab pe aayā to zabāñ kaTne lagī

    daañt se pakḌā to lab chhilne lage

    na to pheñkā gayā muñh se, na niglā gayā

    kāñch TukḌā aTak jaa.e halaq meñ jaise

    TukḌā vo nazm sāñsoñ meñ saraktā rahā

    TukDa ek nazm ka

    din bhar meri sanson mein sarakta hi raha

    lab pe aaya to zaban kaTne lagi

    dant se pakDa to lab chhilne lage

    na to phenka hi gaya munh se, na nigla hi gaya

    kanch ka TukDa aTak jae halaq mein jaise

    TukDa wo nazm ka sanson mein sarakta hi raha

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now