bhinDi boli TinDe se
bhinDī bolī TinDe se
akaḌ rahe ho ThanDe se
aa.e kahāñ se ho baabū
TinDā bolā
''maiñ aayā jī bhaTinDe se''
bhinDī ne phir muñh kholā
kab se ho is manDī meñ
bolā
''pichhle sunday se''
dostī bhī hai kisī se kī
''bas murġhī ke anDe se
''Darte bhī ho kisī se tum''
''jī baa.ī jii! DanDe se''
bhinDi boli TinDe se
akaD rahe ho ThanDe se
aae kahan se ho babu
TinDa bola
main aaya ji bhaTinDe se
bhinDi ne phir munh khola
kab se ho is manDi mein
bola
pichhle sunday se
dosti bhi hai kisi se ki
bas murghi ke anDe se
Darte bhi ho kisi se tum
ji bai ji! DanDe se
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.