chor hawa
khiḌkī khol ke chupke se bāhar niklī
galī meñ mujh ko dekh ke ghabrā.ī bhāgī
maiñ ne duur se us kā dāman thaam liyā
us kī talāshī lī ye achchhā kaam kiyā
paḌī huī thī us kī jeb meñ muḌī-tuḌī
ek nahā.e jism kī ḳhushbū bhīnī sī
khiDki khol ke chupke se bahar nikli
gali mein mujh ko dekh ke ghabrai bhagi
main ne dur se us ka daman tham liya
us ki talashi li ye achchha kaam kiya
paDi hui thi us ki jeb mein muDi-tuDi
ek nahae jism ki KHushbu bhini si
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.