Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

diwar aur chiDiya

Zeeshan Sahil

diwar aur chiDiya

Zeeshan Sahil

MORE BYZeeshan Sahil

    chiḌiyā ḳhvāb dekhtī hai

    us ne dīvār ko girā diyā hai

    chiḌiyā jāgtī hai

    aur dīvār ko girānā shurūa kar detī hai

    sub.h se shaam tak

    dīvār ko girātī rahtī hai

    shaam se sub.h tak

    ek sub.h

    dīvār dekhtī hai

    chiḌiyā girī paḌī hai

    chiDiya KHwab dekhti hai

    us ne diwar ko gira diya hai

    chiDiya jagti hai

    aur diwar ko girana shurua kar deti hai

    subh se sham tak

    diwar ko giraati rahti hai

    sham se subh tak

    ek subh

    diwar dekhti hai

    chiDiya giri paDi hai

    Source :
    • Book : saarii nazmen (Pg. 177)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now