aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Bahadur Shah Zafar's Photo'

Bahadur Shah Zafar

1775 - 1862 | Delhi, India

Last Mughal Emperor and contemporary of Ghalib and Zauq.

Last Mughal Emperor and contemporary of Ghalib and Zauq.

Bahadur Shah Zafar

Ghazal 52

Sher-o-Shayari 64

tum ne kiyā na yaad kabhī bhuul kar hameñ

ham ne tumhārī yaad meñ sab kuchh bhulā diyā

you did not ever think of me even by mistake

and in your thoughts everything else I did forsake

tum ne kiya na yaad kabhi bhul kar hamein

hum ne tumhaari yaad mein sab kuchh bhula diya

you did not ever think of me even by mistake

and in your thoughts everything else I did forsake

koī kyuuñ kisī lubhā.e dil koī kyā kisī se lagā.e dil

vo jo bechte the davā-e-dil vo dukān apnī baḌhā ga.e

koi kyun kisi ka lubhae dil koi kya kisi se lagae dil

wo jo bechte the dawa-e-dil wo dukan apni baDha gae

  • Share this

in hasratoñ se kah do kahīñ aur baseñ

itnī jagah kahāñ hai dil-e-dāġh-dār meñ

tell all my desires to go find another place

in this scarred heart alas there isn't enough space

in hasraton se kah do kahin aur ja basen

itni jagah kahan hai dil-e-dagh-dar mein

tell all my desires to go find another place

in this scarred heart alas there isn't enough space

kitnā hai bad-nasīb 'zafar' dafn ke liye

do gaz zamīn bhī na milī kū-e-yār meñ

kitna hai bad-nasib 'zafar' dafn ke liye

do gaz zamin bhi na mili ku-e-yar mein

baat karnī mujhe mushkil kabhī aisī to na thī

jaisī ab hai tirī mahfil kabhī aisī to na thī

conversing has never been so diffficult for me

your company now is no more as it used to be

baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi

jaisi ab hai teri mahfil kabhi aisi to na thi

conversing has never been so diffficult for me

your company now is no more as it used to be

BOOKS 87

Image Shayari 15

Videos 33

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other

Habib Wali Mohammad

Mehdi Hasan

Aa Kar Ke Meri Kabr Par - Bahadur Shah Zafar

Unknown

baat karnii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii

Mehdi Hasan

baat karnii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii

Farida Khanum

Ja kahiyo unhi se naseem-e-sahar

Sudeep Banerjee

lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n

Habib Wali Mohammad

lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n

Habib Wali Mohammad

nahii.n ishq me.n is kaa to ranj hame.n ki qaraar o shakeb zaraa na rahaa

Habib Wali Mohammad

Yaar Tha Gulzaar Tha Mai Thi Fazaa Thi

Abida Parveen

Yaar Tha Gulzar Tha (Poet:Bahadur Shah Zafar) Singer:Abida Parveen

Abida Parveen

Mehdi Hasan

baat karnii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii

M. Kaleem

baat karnii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii

Unknown

baat karnii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii

Bharathi Vishwanathan

baat karnii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii

Gayatri Asokan

baat karnii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii

Talat Aziz

bharii hai dil me.n jo hasrat kahuu.n to kis se kahuu.n

Mehran Amrohi

ga.ii yak-ba-yak jo havaa palaT nahii.n dil ko mere qaraar hai

Mukesh

ham ye to nahii.n kahte ki Gam kah nahii.n sakte

Mehran Amrohi

itnaa na apne jaame se baahar nikal ke chal

Mehran Amrohi

jigar ke Tuk.De hu.e jal ke dil kabaab hu.aa

Mehran Amrohi

lagta nahi hai dil mera ude dayaar me

Bahadur Shah Zafar

lagta nahi hai dil mera ude dayaar me

Mohammad Rafi

lagta nahi hai dil mera ude dayaar me

Bahadur Shah Zafar

lagta nahi hai dil mera ude dayaar me

Mohammad Rafi

lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n

Mehran Amrohi

mar ga.e ai vaah un kii naaz-bardaarii me.n ham

Mehran Amrohi

sab ra.ng me.n us gul kii mire shaan hai maujuud

Mehran Amrohi

shamsheer e barhana mang ghazab baalo ki mahek phir waisi  hi

Habib Wali Mohammad

Tuk.De nahii.n hai.n aa.nsu.o.n me.n dil ke chaar paa.nch

Mehran Amrohi

vaa.n iraada aaj us qaatil ke dil me.n aur hai

Mehran Amrohi

vaa.n rasaa.ii nahii.n to phir kyaa hai

Mehran Amrohi

ya mujhe afsar e shahana banaya hota

Bahadur Shah Zafar

ya mujhe afsar e shahana banaya hota

Habib Wali Mohammad

yaa mujhe afsar-e-shaahaana banaayaa hotaa

Mehran Amrohi

Audios 23

baat karnii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii

bharii hai dil me.n jo hasrat kahuu.n to kis se kahuu.n

dekh dil ko mire o kaafir-e-be-piir na to.D

Recitation

More Poets From "Delhi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now