Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

adhura hi rahe har rasta to

Deepak Jain Deep

adhura hi rahe har rasta to

Deepak Jain Deep

MORE BYDeepak Jain Deep

    adhūrā rahe har rāsta to

    pahuñche manziloñ tak silsila to

    jise chāheñ vahī kho jaa.e ham se

    hamāre saath phir aisā huā to

    jahāñ āvārgī bikhrī paḌī ho

    maiñ us raste se manzil gayā to

    tujhe paane meñ ḳhud ko bhuul baiThā

    tujhe kar bhī maiñ tanhā rahā to

    yaqīñ kar ke tire pīchhe chale haiñ

    nazar aa.e phir bhī rāsta to

    adhura hi rahe har rasta to

    na pahunche manzilon tak silsila to

    jise chahen wahi kho jae hum se

    hamare sath phir aisa hua to

    jahan aawargi bikhri paDi ho

    main us raste se manzil pa gaya to

    tujhe pane mein KHud ko bhul baiTha

    tujhe pa kar bhi main tanha raha to

    yaqin kar ke tere pichhe chale hain

    nazar aae na phir bhi rasta to

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now