aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ab meri do-gana ko mera dhyan hai kya KHak

Rangin Saadat Yaar Khan

ab meri do-gana ko mera dhyan hai kya KHak

Rangin Saadat Yaar Khan

MORE BYRangin Saadat Yaar Khan

    ab merī do-gānā ko mirā dhyān hai kyā ḳhaak

    insān annā use pahchān hai kyā ḳhaak

    miltī nahīñ vo mujh ko tumhīñ ab to batā do

    is baat meñ us ajī nuqsān hai kyā ḳhaak

    haiñ yaad bahāne to use aise bahut se

    aane ko yahāñ chāhiye sāmān hai kyā ḳhaak

    ulfat mirī us to huī hai ka.ī din se

    dil mire niklā koī armān hai kyā ḳhaak

    'rañgīñ' se jo paiġhām-salām us ne kiyā hai

    socho to zarā meñ vo insān hai kyā ḳhaak

    ab meri do-gana ko mera dhyan hai kya KHak

    insan ki anna use pahchan hai kya KHak

    milti nahin wo mujh ko tumhin ab to bata do

    is baat mein us ka aji nuqsan hai kya KHak

    hain yaad bahane to use aise bahut se

    aane ko yahan chahiye saman hai kya KHak

    ulfat meri us ki to hui hai kai din se

    dil ka mere nikla koi arman hai kya KHak

    'rangin' se jo paigham-salam us ne kiya hai

    socho to zara ji mein wo insan hai kya KHak

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now