SEARCH RESULTS
Showing search results for "khap"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khap"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
KHaak me.n luTh.De hu.e KHuun me.n nahlaa.e hu.e
jism nikle hu.e amraaz ke tannuuro.n se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Nazm
hubb-e-watan
terii ik musht-e-KHaak ke badle
luu.n na hargiz agar bahisht mile
Altaf Hussain Hali
PAGE MATCHES FOR "khap"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khap"
Ghazal
be-kasii muddat talak barsaa kii apnii gor par
jo hamaarii KHaak par se ho ke guzraa ro gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
yaa.n zamiir insaan kaa mar-khap chukaa
aur kahte ho hu.aa kuchh bhii nahii.n
Muhammad Fiaz Hasrat
Ghazal
is fikr-e-rozgaar me.n sab khap gayaa dimaaG
ab shaa'irii ko chaahiye ik duusraa dimaaG
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
ham kyaa jaane.n paar lage.n yaa aar rahe.n 'KHaalid'
rah gum-karda mar-khap jaanaa jaane kaisaa ho
Khalid Ahmad
Nazm
achchhe bachche
har maahaul me.n khap jaate hai.n
hasb-e-zaruurat achchhe bachche
Mehdi Pratapgarhi
Ghazal
hai ham se bhii ho saktaa jo kuchh na kiyaa hogaa
majnuu.n se jafaa-kash ne farhaad se sar-khap ne