SEARCH RESULTS
Showing search results for "piro"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "piro"
Nazm
hijr ki rakh aur visal ke phul
aaj phir dard-o-Gam ke dhaage me.n
ham piro kar tire KHayaal ke phuul
Faiz Ahmad Faiz
Geet
dard bhii hame.n qubuul chain bhii hame.n qubuul
ham ne har tarah ke phuul haar me.n piro liye
Majrooh Sultanpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "piro"
Ghazal
motii huu.n to phir sozan-e-mizhgaa.n se piro lo
aa.nsuu ho to daaman pe giraa kyuu.n nahii.n dete
Murtaza Barlas
Geet
mai.n ne jazbaat nibhaa.e hai.n usuulo.n kii jagah
apne armaan piro laayaa huu.n phuulo.n kii jagah
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mere KHvaabo.n ko hai mausam pe bharosa kitnaa
ba.ad me.n phuul khile.n haar piro luu.n pahle
Qaisarul Jafri
Nazm
lenin-grad ka goristan
saare beTe KHvaab me.n hai.n
apne Gamo.n kaa haar piro kar
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ab izn ho to tirii zulf me.n piro de.n phuul
ki aasmaa.n ke sitaare to isti.aare the