SEARCH RESULTS
Showing search results for ",OVh"
Ghazal MATCHES FOR ",ovh"
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
na puuchh-gachh thii kisii kii vahaa.n na aav-bhagat
tumhaarii bazm me.n kal ehtimaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
abhii talak to na kundan hu.e na raakh hu.e
ham apnii aag me.n har roz jal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye ishq nahii.n aasaa.n itnaa hii samajh liije
ik aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
socho to ba.Dii chiiz hai tahziib badan kii
varna ye faqat aag bujhaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
sho.ala-e-aah ko bijlii kii tarah chamkaa.uu.n
par mujhe Dar hai ki vo dekh ke Dar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
yaar havaa se kaise aag bha.Dak uThtii hai
lafz ko.ii a.ngaaraa kaise ho saktaa hai