SEARCH RESULTS
Showing search results for "انسان"
Ghazal MATCHES FOR "انسان"
Ghazal
jise kahtii hai duniyaa kaamyaabii vaa.e naa-daanii
use kin qiimato.n par kaamyaab insaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aa.nkhe.n hii milaatii hai.n zamaane me.n dilo.n ko
anjaan hai.n ham tum agar anjaan hai.n aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
kyuu.n gardish-e-mudaam se ghabraa na jaa.e dil
insaan huu.n piyaala o saaGar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
insaan ye samjhe.n ki yahaa.n dafn KHudaa hai
mai.n aise mazaaro.n kii ziyaarat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
us ne chhuu kar mujhe patthar se phir insaan kiyaa
muddato.n baa'd mirii aa.nkho.n me.n aa.nsuu aa.e
Bashir Badr
Ghazal
umr-e-KHizar kii us ko tamannaa kabhii na ho
insaan jii sake jo mohabbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
ab to maz.hab ko.ii aisaa bhii chalaayaa jaa.e
jis me.n insaan ko insaan banaayaa jaa.e
Gopaldas Neeraj
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
apne bikhre hu.e Tuk.Do.n ko sameTe kab tak??
ek insaan kii KHaatir ko.ii kitnaa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
ek big.Dii hu.ii qismat pe na ha.nsnaa ai dost
jaane kis vaqt ye insaan sa.nvar jaataa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
sadiyo.n se insaan ye suntaa aayaa hai
dukh kii dhuup ke aage sukh kaa saayaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jin ke liye apne to yuu.n jaan nikalte hai.n
is raah me.n ve jaise anjaan nikalte hai.n