SEARCH RESULTS
Showing search results for "فروری"
Ghazal MATCHES FOR "فروری"
Ghazal
ik saliiqe se kiyaa hai phuul de kar phuul ko
ishq kaa iz.haar chaudah farvarii kii aa.D me.n
Aamir Ata
Ghazal
ye january kaa mahiina bhii kaT gayaa 'hairat'
KHudaa ke fazl se kal ek farvarii hogii
Balraj Hairat
Ghazal
jaan pyaarii thii magar jaan se be-zaarii thii
jaan kaa kaam faqat jaan-faroshii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
le kar hijr kii pahlii talKHii chaltaa hai
dekhte hai.n ki kab tak farvarii chaltaa hai
Rana Abdurrab
Ghazal
tamaam raat mahaktaa thaa us kii Table par
gulaab-e-taaza kii KHushbuu me.n february kaa shor
Nilofar Afzal
Ghazal
KHud-faroshii-haa-e-hastii bas-ki jaa-e-KHanda hai
har shikast-e-qiimat-e-dil me.n sadaa-e-KHanda hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jaan pyaarii thii magar jaan se be-zaarii thii
jaan kaa kaam faqat jaan-faroshii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
jinhe.n rahtaa thaa zo'm-e-dil-faroshii
unhe.n ab ke KHasaara ho gayaa hai
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
mohabbato.n se bharii farvarii me.n sochtaa huu.n
chunaa thaa us ne bichha.Dnaa bhii kis mahiine me.n
Siraj Faisal Khan
Ghazal
na jaane 'shaad' tirii kab samajh me.n aa.egaa
ki ab zamiir-faroshii hunar kaa hissa hai
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
gul-faroshii se unhe.n ham rokne vaale hai.n kaun
ham chaman ke log hai.n vo baaGbaa.n ke log hai.n
Iqbal Azeem
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
ye husn-faroshii kii duukaan hai yaa chilman
nazzaara kaa nazzaara ruuposhii kii ruuposhii
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Jameel Malik
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
sham.a maGruur na ho bazm-farozii pe bahut
raat-bhar kii ye tajallii hai sahar kuchh bhii nahii.n
Mohammad Ali Tishna
Ghazal
mazaa ajab thaa mohabbat bharii la.Daa.ii me.n
ki chhe.D kar use faurii muzaahimat chaahii