SEARCH RESULTS
Showing search results for "نمازی"
Ghazal MATCHES FOR "نمازی"
Ghazal
uTh uTh ke masjido.n se namaazii chale ga.e
dahshat-garo.n ke haath me.n islaam rah gayaa
Nida Fazli
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
qaa.im hai na vo husn-e-ruKH-e-yaar kaa aalam
baaqii hai na vo shauq kii ha.ngaama-navaazii
Hasrat Mohani
Ghazal
Irfan Ghazi
Ghazal
apnii jebo.n se rahe.n saare namaazii hushyaar
ik buzurg aate hai.n masjid me.n KHizar kii suurat
Altaf Hussain Hali
Ghazal
logo.n ne ham ko shahr kaa qaazii banaa diyaa
is haadse ne ham ko namaazii banaa diyaa
Shuja Khaavar
Ghazal
masjid-e-jism jise ko.ii namaazii na milaa
vahii.n ik shaam mirii ruuh kaa mai-KHaana banaa
Farhat Ehsas
Ghazal
sitam hai.n qahr hai.n lau.nDe sharaab-KHaane ke
utaar lete hai.n amaama har namaazii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
mai-kasho.n me.n na ko.ii mujh saa namaazii hogaa
dar-e-mai-KHaana pe bichhtaa hai musallaa apnaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
du.aa.o.n me.n mujhe vo maa.ngtaa hai
idhar mai.n bhii namaazii ho ga.ii huu.n
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
mai.n namaazii mai.n hii panDit rab KHudaa sab ek hai
gho.nT do gardan bhale tum maz.habii zanjiir se
Anukriti Kumar
Ghazal
chehra aisaa ki jo dekhe kahe sub.haan-allaah
zikr karte hu.e lab hai.n to namaazii aa.nkhe.n
Zoya Shaikh
Ghazal
talKH-saazii ne hame.n Gam ke sivaa kuchh na diyaa
be-niyaazii ne hame.n Gam ke sivaa kuchh na diyaa