SEARCH RESULTS
Showing search results for "کینہ"
Ghazal MATCHES FOR "کینہ"
Ghazal
gila shikva hasad kiina ke tohfe merii qismat hai.n
mire ahbaab ab is se ziyaada aur kyaa de.nge
Anwar Jalalpuri
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
fitna-juu bedaad-gar saffaak o azlam kiina-var
garm-ja.ng o garm-qatl o garm-kushtan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
vo kiina-tuuz thaa 'momin' to dil lagaayaa kyuu.n
kaho to kyaa tumhe.n aisii bhalii vo aan lagii
Momin Khan Momin
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
dukh diye hai.n zar-e-KHaalis kii parakh ne lekin
jis ta'alluq me.n kahii.n kiina-o-kad hai rad hai
Hamida Shaheen
Ghazal
har na.e panchhii ko u.Dne nahii.n detii duniyaa
har kisii dil me.n bharaa kiina-o-kad hai had hai
Ahmad Aqeel
Ghazal
hasad kii aag thii aur daaG daaG siina thaa
dilo.n se dhul na sakaa vo Gubaar-e-kiina thaa
Khaleel Tanveer
Ghazal
mai.n ne shikva na kiyaa terii jafaa.o.n kaa kabhii
saaf dil thaa ki mire dil me.n na kiina aaya
Asar Ansari
Ghazal
khulii hai jab se tirii kiina-parvarii mujh par
to aa ga.ii hai mujhe ek ek baat samajh