SEARCH RESULTS
Showing search results for "सहारा"
Ghazal MATCHES FOR "सहारा"
Ghazal
ko.ii itnaa pyaaraa kaise ho saktaa hai
phir saare kaa saaraa kaise ho saktaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
ko.ii ham-dam na rahaa ko.ii sahaaraa na rahaa
ham kisii ke na rahe ko.ii hamaaraa na rahaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
be-sahaaraa thaa bahut pyaar ko.ii puuchhtaa kyaa
tuu ne kaa.ndhe pe jagah dii hai to sar lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
sahaaraa lenaa hii pa.Dtaa hai mujh ko dariyaa kaa
mai.n ek qatra huu.n tanhaa to bah nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
labo.n se u.D gayaa jugnuu kii tarah naam us kaa
sahaaraa ab mire ghar me.n na raushnii kaa rahaa
Kaifi Azmi
Ghazal
mauj-dar-mauj ulajhne kii havas be-ma.anii
Duubtaa ho to sahaaraa nahii.n dekhaa jaataa
Mohsin Naqvi
Ghazal
mai.n tinko.n kaa daaman paka.Dtaa nahii.n huu.n
mohabbat me.n Duubaa to kaisaa sahaaraa
Nushur Wahidi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
hai kis ke bal pe hazrat-e-'jauhar' ye ruu-kashii
Dhuu.nDe.nge aap kis kaa sahaaraa KHudaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
kuchh to tanhaa.ii kii raato.n me.n sahaaraa hotaa
tum na hote na sahii zikr tumhaaraa hotaa
Akhtar Shirani
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
is bharii duniyaa me.n ko.ii bhii hamaaraa na hu.aa
Gair to Gair hai.n apno.n kaa sahaaraa na hu.aa
Rajendera Krishan
Ghazal
ham-safar Dhuu.nDo na rahbar kaa sahaaraa chaaho
Thokare.n khaa.oge to KHud hii sambhal jaa.oge