SEARCH RESULTS
Showing search results for "ek khvab aur ali sardar jafri ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "ek khvab aur ali sardar jafri ebooks"
Ghazal
kaam ab ko.ii na aa.egaa bas ik dil ke sivaa
raaste band hai.n sab kuucha-e-qaatil ke sivaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
mai.n jahaa.n tum ko bulaataa huu.n vahaa.n tak aa.o
merii nazro.n se guzar kar dil-o-jaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
ab aa gayaa hai jahaa.n me.n to muskuraataa jaa
chaman ke phuul dilo.n ke ka.nval khilaataa jaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
shaikast-e-shauq ko takmiil-e-aarzuu kahiye
jo tishnagii ho to paimaana-o-subuu kahiye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
masti-e-rindaana ham sairaabi-e-mai-KHaana ham
gardish-e-taqdiir se hai.n gardish-e-paimaana ham
Ali Sardar Jafri
Ghazal
aa.e ham 'Gaalib'-o-'iqbaal' ke naGmaat ke ba.ad
'mus.haf'-e-ishq-o-junuu.n husn kii aayaat ke ba.ad
Ali Sardar Jafri
Ghazal
taKHliiq pe fitrat kii guzartaa hai gumaa.n aur
is aadam-e-KHaakii ne banaayaa hai jahaa.n aur
Ali Sardar Jafri
Ghazal
sitaaro.n ke payaam aa.e bahaaro.n ke salaam aa.e
hazaaro.n naama-haa-e-shauq ahl-e-dil ke kaam aa.e
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
baiThe hai.n jahaa.n saaqii paimaana-e-zar le kar
us bazm se uTh aa.e ham diida-e-tar le kar
Ali Sardar Jafri
Ghazal
uljhe kaa.nTo.n se ki khele gul-e-tar se pahle
fikr ye hai ki sabaa aa.e kidhar se pahle
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
vatan se duur yaaraan-e-vatan kii yaad aatii hai
qafas me.n ham-navaayaan-e-chaman kii yaad aatii hai
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
khule hai.n mashriq-o-maGrib kii god me.n gulzaar
magar KHizaa.n ko mayassar nahii.n yaqiin-e-bahaar
Ali Sardar Jafri
Ghazal
laGzish-e-gaam liye laGzish-e-mastaana liye
aa.e ham bazm me.n phir jur.at-e-rindaana liye