SEARCH RESULTS
Showing search results for "qadro.n"
Ghazal MATCHES FOR "qadro.n"
Ghazal
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.n
faqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
sukuut chhaayaa hai insaaniyat kii qadro.n par
yahii hai mauqa-e-iz.haar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
mai.n viraasat me.n milaa thaa mire naa-qadro.n ko
ya.anii mumkin nahii.n mil paa.e.n nishaanaat mire
Ismail Raaz
Ghazal
ek ham qadro.n kii paamaalii se rahte the maluul
shukr hai yaaro.n ko aisii ko.ii biimaarii na thii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
mujh ko qadro.n ke badalne se ye hogaa faa.eda
mere jitne aib hai.n saare hunar ho jaa.e.nge
Saleem Ahmed
Ghazal
ham apnii Duubtii qadro.n ke saath Duub ga.e
milegii ab to kitaabo.n me.n bas hamaarii misaal
Haneef Kaifi
Ghazal
kisii ko qadr nahii.n hai hamaarii qadro.n kii
chalo ki aaj ye qadre.n sabhii badalte hai.n
Sada Ambalvi
Ghazal
Nazeer Baaqri
Ghazal
aisaa andaaz-e-Gazal ho ki zamaane me.n 'zafar'
daur-e-aa.inda kii qadro.n kaa nishaa.n ho jaa.uu.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
qadro.n kaa ye zavaal ye kaj-fahmiyo.n kaa daur
sab baa-hunar hu.e hai.n hunar ke baGair bhii
Puran Singh Hunar
Ghazal
abhii hai vaqt sambhaalo samaaj ko logo
tamaam qadro.n kaa Dhahnaa ko.ii mazaaq nahii.n
Dr. Azam
Ghazal
apne lahuu kii bhe.nT cha.Dhaane ke baa'd bhii
qadro.n kii har fasiil tak aanaa muhaal hai
Zaheer Ghazipuri
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
na bhuul jaa.e zamaana vafaa kii qadro.n ko
miTe jo ishq me.n un ke nishaa.n kii baat kare.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
hamaare daur me.n qadro.n kii paamaalii hu.ii aisii
buzurgo.n ke muqaabil aaj kaa bachcha nazar aayaa