SEARCH RESULTS
Showing search results for "انسان"
Nazm MATCHES FOR "انسان"
Nazm
tu hindu banega na musalman banega
tuu hinduu banegaa na musalmaan banegaa
insaan kii aulaad hai insaan banegaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
ho ijaazat to ye dil ishq kaa iz.haar kare
ishq insaan ko insaan banaa detaa hai
Shakeel Badayuni
Nazm
hamare ustad
sab ko tahziib-o-tamaddun kaa sabaq dete hai.n
ham ko insaan banaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
(insaan jo ab tak zinda hai)
phir dekhe kaisaa bachcha hai
Ibn e Insha
Nazm
online aashiq
net farhaad ko shiirii.n se milaa detaa hai
ishq insaan ko goggle pe biThaa detaa hai
Khalid Irfan
Nazm
mere school
tere ustaado.n ne mehnat se pa.Dhaayaa hai mujhe
terii bencho.n ne hii insaan banaayaa hai mujhe
Munawwar Rana
Nazm
ai ishq kahin le chal
jo sadiyo.n se insaa.n kii suurat ko tarastii ho
aur jis ke nazaaro.n par tanhaa.ii barastii ho
Akhtar Shirani
Nazm
dharti ki sulagti chhati se bechain sharare puchhte hain
insaan kii is zillat se pare shaitaan kii zillat kyaa hogii
ye ved haTaa qur.aan uThaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisan
ye samaa.n aur ik qavii insaan ya.anii kaast-kaar
irtiqaa kaa peshvaa tahziib kaa parvardigaar
Josh Malihabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
maayuus ho ke hote hai.n insaa.n gunaahgaar
ye jaante nahii vo hai daanaa-e-rozgaar
Chakbast Brij Narayan
Nazm
jawahar-lal nehru
jism kii maut ko.ii maut nahii.n hotii hai
jism miT jaane se insaan nahii.n mar jaate
Sahir Ludhianvi
Nazm
madam
mere ahbaab ne tahziib na siikhii hogii
mere maahaul me.n insaan na rahte ho.nge
Sahir Ludhianvi
Nazm
hubb-e-watan
jin o insaan kii hayaat hai tuu
murG o maahii kii kaa.enaat hai tuu