SEARCH RESULTS
Showing search results for "सहारा"
Nazm MATCHES FOR "सहारा"
Nazm
jawab-e-shikwa
qais zahmat-kash-e-tanhaa.i-e-sahraa na rahe
shahr kii khaa.e havaa baadiya-paimaa na rahe
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
ik shahanshaah ne daulat kaa sahaaraa le kar
ham Gariibo.n kii mohabbat kaa u.Daayaa hai mazaaq
Sahir Ludhianvi
Nazm
farar
kitnii be-kaar umiido.n kaa sahaaraa le kar
mai.n ne aivaan sajaa.e the kisii kii KHaatir
Sahir Ludhianvi
Nazm
dua
jin ke qadmo.n ko kisii rah kaa sahaaraa bhii nahii.n
un kii nazro.n pe ko.ii raah ujaagar kar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hiras
kahii.n aisaa na ho paa.nv mire tharraa jaa.e.n
aur tirii marmarii.n baa.nho.n kaa sahaaraa na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
mirii hech-maayaa ma.iishat ke iz.haar-e-fan ke sahaare
shikasta pa.De the
Noon Meem Rashid
Nazm
andha kabaadi
haa.n magar merii ma.iishat kaa sahaaraa KHvaab hai.n!
shaam ho jaatii hai
Noon Meem Rashid
Nazm
zabta
na de sakegii sahaaraa tumhe.n ko.ii tadbiir
fanaa tumhaaraa muqaddar baqaa mirii taqdiir
Habib Jalib
Nazm
hubb-e-watan
koh o sahraa o aasmaan o zamii.n
sab mirii dil-lagii kii shakle.n thii.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
ye aur baat ki mai.n is pe kaan de na sakuu.n
isii vadii.at-e-tiflii kaa ab sahaaraa hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
raat sunsan hai
tuu hii kuchh baat kar ai mere dha.Dakte hu.e dil
tuu hii ik meraa sahaaraa hai miraa muunis hai
Mustafa Zaidi
Nazm
barsat ki bahaaren
kartaa hai sair ko.ii koThe kaa le sahaaraa
muflis bhii kar rahaa hai pole tale guzaaraa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
munajat-e-bewa
ai la.ng.De luulo.n ke sahaare
naatiyo.n se chhoTo.n ke naatii