ek jism se jawani aise bichhaD rahi hai
ik jism se javānī aise bichhaḌ rahī hai
jaise dulhan kī mehñdī bistar pe jhaḌ rahī hai
hathiyār Daale baiThā haarā huā ye laḌkā
aur vo hasīn laḌkī duniyā se laḌ rahī hai
tañg aa chuke 'anant' ab le le patang anā kī
maiñ Dhiil de rahā huuñ ye aur akaḌ rahī hai
ek jism se jawani aise bichhaD rahi hai
jaise dulhan ki mehndi bistar pe jhaD rahi hai
hathiyar Dale baiTha haara hua ye laDka
aur wo hasin laDki duniya se laD rahi hai
tang aa chuke 'anant' ab le le patang ana ki
main Dhil de raha hun ye aur akaD rahi hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.