Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

koi qusur nahin meri KHush-gumani ka

Zeeshan Sahil

koi qusur nahin meri KHush-gumani ka

Zeeshan Sahil

MORE BYZeeshan Sahil

    koī qusūr nahīñ merī ḳhush-gumānī

    asar hai ye tirī āñkhoñ be-zabānī

    kisī ne merī mohabbat ko kar liyā mahfūz

    ḳhayāl aayā kisī ko to pāsbānī

    barā.e naam pul bhī nahīñ banā mujh se

    ki kuchh ilaaj nahīñ thā tirī ravānī

    hamāre dil alamnāk daur hai shāyad

    samajh rahe haiñ jise khel sab javānī

    vo dāstān mukammal kare to achchhā hai

    mujhe milā hai zarā sirā kahānī

    koi qusur nahin meri KHush-gumani ka

    asar hai ye teri aankhon ki be-zabani ka

    kisi ne meri mohabbat ko kar liya mahfuz

    KHayal aaya kisi ko to pasbani ka

    barae nam sa pul bhi nahin bana mujh se

    ki kuchh ilaj nahin tha teri rawani ka

    hamare dil ka alamnak daur hai shayad

    samajh rahe hain jise khel sab jawani ka

    wo dastan mukammal kare to achchha hai

    mujhe mila hai zara sa sira kahani ka

    Source :
    • Book : Wajah-e-Begangi (Pg. 49)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now