tere pichhe hogi duniya pagal ban
tere pīchhe hogī duniyā pāgal ban
kyā bolā maiñ ne kuchh samjhā pāgal ban
aadhā daanā aadhā pāgal na.iiñ na.iiñ na.iiñ
us ko paanā hai to puurā pāgal ban
dekheñ tujh ko log to pāgal ho jaa.eñ
itnā umda itnā a.alā pāgal ban
logoñ se Dar lagtā hai to ghar meñ baiTh
jigrā hai to mere jaisā pāgal ban
tere pichhe hogi duniya pagal ban
kya bola main ne kuchh samjha pagal ban
aadha dana aadha pagal nain nain nain
us ko pana hai to pura pagal ban
dekhen tujh ko log to pagal ho jaen
itna umda itna aala pagal ban
logon se Dar lagta hai to ghar mein baiTh
jigra hai to mere jaisa pagal ban
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.