Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye dil ki baat hai kis ne kahi hai

Kaifi Chirayyakoti

ye dil ki baat hai kis ne kahi hai

Kaifi Chirayyakoti

MORE BYKaifi Chirayyakoti

    ye dil baat hai kis ne kahī hai

    mohabbat ḳhud sarāsar āgahī hai

    tumhīñ kah do ki maiñ bilkul na samjhā

    nazar jheñpī huī kuchh kah rahī hai

    ye sar par sāya-gustar ḳhāk-e-sahrā

    junūñ be-tāj shāhanshahī hai

    vo jis ne chhīn hai zindagānī

    matā.a-e-zindagānī bhī vahī hai

    junūn-e-ishq ḳhud manzil hai 'kaifī'

    ḳhirad raah is meñ gumrahī hai

    ye dil ki baat hai kis ne kahi hai

    mohabbat KHud sarasar aagahi hai

    tumhin kah do ki main bilkul na samjha

    nazar jhenpi hui kuchh kah rahi hai

    ye sar par saya-gustar KHak-e-sahra

    junun be-taj ki shahanshahi hai

    wo jis ne chhin li hai zindagani

    mataa-e-zindagani bhi wahi hai

    junun-e-ishq KHud manzil hai 'kaifi'

    KHirad ki rah is mein gumrahi hai

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now