Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Iqbal Azeem's Photo'

Iqbal Azeem

1913 - 2000 | Karachi, Pakistan

Iqbal Azeem

Ghazal 26

Sher-o-Shayari 30

jhuk kar salām karne meñ kyā harj hai magar

sar itnā mat jhukāo ki dastār gir paḌe

jhuk kar salam karne mein kya harj hai magar

sar itna mat jhukao ki dastar gir paDe

  • Share this

aadmī jaan ke khātā hai mohabbat meñ fareb

ḳhud-farebī mohabbat sila ho jaise

aadmi jaan ke khata hai mohabbat mein fareb

KHud-farebi hi mohabbat ka sila ho jaise

  • Share this

yuuñ sar-e-rāh mulāqāt huī hai aksar

us ne dekhā bhī nahīñ ham ne pukārā bhī nahīñ

yun sar-e-rah mulaqat hui hai aksar

us ne dekha bhi nahin hum ne pukara bhi nahin

  • Share this

ham bahut duur nikal aa.e haiñ chalte chalte

ab Thahar jaa.eñ kahīñ shaam ke Dhalte Dhalte

hum bahut dur nikal aae hain chalte chalte

ab Thahar jaen kahin sham ke Dhalte Dhalte

qātil ne kis safā.ī se dhoī hai āstīñ

us ko ḳhabar nahīñ ki lahū boltā bhī hai

qatil ne kis safai se dhoi hai aastin

us ko KHabar nahin ki lahu bolta bhi hai

Mazahiya Shayari 1

 

Naat 5

 

BOOKS 3

 

Image Shayari 1

 

Videos 44

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Iqbal Azeem

Iqbal Azeem

Iqbal Azeem

Iqbal Azeem

Iqbal Azeem

Iqbal Azeem

Iqbal Azeem

Iqbal Azeem

Iqbal Azeem

Iqbal Azeem

Iqbal Azeem

Iqbal Azeem

Iqbal Azeem

Iqbal Azeem

raah me.n jo bhii rukaavaT ho haTaa denaa hai

Iqbal Azeem

Reciting own poetry

Iqbal Azeem

vo yuu.n milaa ki ba-zaahir KHafaa KHafaa saa lagaa

Iqbal Azeem

aa.nkho.n se nuur dil se KHushii chhiin lii ga.ii

Iqbal Azeem

aap merii tabii.at se vaaqif nahii.n mujh ko be-jaa takalluf kii aadat nahii.n

Iqbal Azeem

allaah re yaado.n kii ye anjuman-aaraa.ii

Iqbal Azeem

apne maazii se jo virse me.n mile hai.n ham ko

Iqbal Azeem

apne markaz se agar duur nikal jaa.oge

Iqbal Azeem

bil-ehtimaam zulm kii tajdiid kii ga.ii

Iqbal Azeem

kuchh aise zaKHm bhii dar-parda ham ne khaa.e hai.n

Iqbal Azeem

maanaa ki zindagii se hame.n kuchh milaa bhii hai

Iqbal Azeem

naqsh maazii ke jo baaqii hai.n miTaa mat denaa

Iqbal Azeem

sab samajhte hai.n ki ham kis kaarvaa.n ke log hai.n

Iqbal Azeem

zabt bhii chaahiye zarf bhii chaahiye aur mohtaat paas-e-vafaa chaahiye

Iqbal Azeem

zahr de de na ko.ii ghol ke paimaane me.n

Iqbal Azeem

Audios 5

kuchh aise zaKHm bhii dar-parda ham ne khaa.e hai.n

maanaa ki zindagii se hame.n kuchh milaa bhii hai

sab samajhte hai.n ki ham kis kaarvaa.n ke log hai.n

Recitation

RELATED Authors

More Authors From "Karachi"

Recitation

Speak Now