Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Maulana Jalaluddin Rumi's Photo'

Maulana Jalaluddin Rumi

1207 - 1273 | Konya, Turkey

Among the greatest Persian poets, author of Masnavi-e-Manavi, Fihi Ma Fihi and Diwan-e-Shams Tabrizi.

Among the greatest Persian poets, author of Masnavi-e-Manavi, Fihi Ma Fihi and Diwan-e-Shams Tabrizi.

Maulana Jalaluddin Rumi

Quote 10

Bewaqoof Ki Sohbat Se Tanhaai Behtar Hai.

  • Share this

Jo Ilm Tujhe Tujh Se Na Le Le Us Ilm Se Jahl Behtar Hai.

Dunya Haasil Karna Koi Buraai Nahi Lekin Jab Dunya Ko Aakhirat Par Tarjeeh Di Jaae To Phir Saraasar Khasaara Hi Hai.

Har Fard Kisi Khaas Maqsad Ke Liye Paida Hota Hai Aur Us Waqt Ke Husool Ki Khwaahish Pahle Hi Se Uske Dil Mein Rakh Di Jaati Hai.

Talab Saadiq Ho To Khuda Ki Madad Se Pahunch Jaaya Karti Hai.

BOOKS 109

More Authors From "Konya"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now