Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Mustansar Husain Tarar's Photo'

Mustansar Husain Tarar

1939 | Lahore, Pakistan

One of the most read fiction and travelogue writers from Pakistan; known for his unique creativity and appeal.

Quotes of Mustansar Husain Tarar

Mohabbat kitni khaufnaak cheez hoti hai. Tum eik ajnabi ko apna maalik bana kar tamaam tar taaqat uske haath mein de dete ho. Dukh dene ki, khushi dene ki, udaas karne ki taaqat.

Koi bhi amal jab trial and error ke marhale se guzar kar thos tajurbe ki soorat ikhtiyaar kar jata hai to phir gaadhe andhere mein bhi use kamaal khush-usloobi se sar-anjaam diya ja sakta hai.

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now