Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Nazir Fatehpuri's Photo'

Nazir Fatehpuri

1946 | Pune, India

Nazir Fatehpuri

Sher-o-Shayari 1

kaun ab us ko ujaḌne se bachā saktā hai

haa.e vo ghar ki jo apne makīñ na rahā

kaun ab us ko ujaDne se bacha sakta hai

hae wo ghar ki jo apne hi makin ka na raha

 

Ghazal 11

Nazm 9

Doha 3

dhartī ko dhaḌkan milī milā samay ko gyaan

mere jab jab lab khule uThā koī tūfān

dharti ko dhaDkan mili mila samay ko gyan

mere jab jab lab khule uTha koi tufan

  • Share this

biite jis chhāñv meñ mausam ke din raat

apne man aas TuuT gayā vo paat

bite jis ki chhanw mein mausam ke din raat

apne man ki aas ka TuT gaya wo pat

  • Share this

kāġhaz ko maiñ ne diyā shabdoñ vardān

giit ġhazal ke ruup meñ mujhe milā sammān

kaghaz ko main ne diya shabdon ka wardan

git ghazal ke rup mein mujhe mila samman

  • Share this
 

BOOKS 96

More Authors From "Pune"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now