Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Raghib Muradabadi's Photo'

Raghib Muradabadi

1918 - 2011 | Karachi, Pakistan

Raghib Muradabadi

Ghazal 6

Sher-o-Shayari 3

jise kahte ho tum ik qatra-e-ashk

mire dil mukammal dāstāñ hai

jise kahte ho tum ek qatra-e-ashk

mere dil ki mukammal dastan hai

  • Share this

haqīqat ko chhupāyā ham se kyā kyā us ke make-up ne

jise lailā samajh baiThe the vo lailā maañ niklī

haqiqat ko chhupaya hum se kya kya us ke make-up ne

jise laila samajh baiThe the wo laila ki man nikli

  • Share this

ḳhudā kātib saffākī se bhī mahfūz farmā.e

agar nuqta uḌā de nām-zad nāmard ho jaa.e

KHuda katib ki saffaki se bhi mahfuz farmae

agar nuqta uDa de nam-zad namard ho jae

  • Share this
 

BOOKS 7

 

Image Shayari 2

 

More Authors From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now