Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Rajinder Singh Bedi's Photo'

Rajinder Singh Bedi

1915 - 1984 | Mumbai, India

One of the most prominent short story writers and novelists of Urdu, a contemporary of Manto, known for his narratives representing Indian ethos and use of mythological references. He also wrote plays and penned dialogues and stories for films.

Short story 43

Article 3

Quote 12

Har ma‘qool aadmi ka biwi se jhagra hota hai kyunki mard aurat ka rishta hi jhagde ka hai.

  • Share this

Agar yeh baat theek hai ki mehmaan ka darja Bhagwaan ka hai, to main badi nimrata se aap ke saamne haath jod kar kahoonga ki mujhe Bhagwaan se bhi nafrat hai!

Auratein beesiyon, saikdon ho sakti hain, maan sirf eik hoti hai.

Biwi aap se kitni nafrat karti hai, iska us waqt tak pata nahin chalta, jab tak mehmaan ghar mein na aaye. Jaise aap ko bhoolne ke siwa kuch nahin aata, aise hi biwi yaad rakhne ke siwa aur kuch nahin jaanti. Jaane kab ka bughz aap ke khilaaf seene mein liye baithi hai jo mehmaan ke aate hi Pandora box ki tarah aap ke sar par ulat deti hai.

Koi fun-kaar apne peshe se roṭiyaan nahin nikaal sakaa. Likhne wale ko saath mein piyaaz ki dukaan zaroor kholni chaahiye.

Tanz-o-Mazah 1

Khaka 1

BOOKS 71

RELATED Blog

More Authors From "Mumbai"

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now