Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Shaukat Thanvi's Photo'

Shaukat Thanvi

1904 - 1963 | Lahore, Pakistan

Prominent humour writer, novelist, journalist, columnist who enjoyed wide popularity in the subcontinent. Honoured with Tamgha-e-Imtiaz.

Prominent humour writer, novelist, journalist, columnist who enjoyed wide popularity in the subcontinent. Honoured with Tamgha-e-Imtiaz.

Sher of Shaukat Thanvi

dhokā thā nigāhoñ magar ḳhuub thā dhokā

mujh ko tirī nazroñ meñ mohabbat nazar aa.ī

dhoka tha nigahon ka magar KHub tha dhoka

mujh ko teri nazron mein mohabbat nazar aai

hamesha ġhair izzat tirī mahfil meñ hotī hai

tire kūche meñ kar ham zalīl-o-ḳhvār hote haiñ

hamesha ghair ki izzat teri mahfil mein hoti hai

tere kuche mein ja kar hum zalil-o-KHwar hote hain

in naam mohabbat in naam junūñ

mirī nigāh ke dhoke tirī nazar ke fareb

in hi ka nam mohabbat in hi ka nam junun

meri nigah ke dhoke teri nazar ke fareb

Recitation

Speak Now