Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Noon Meem Rashid's Photo'

Noon Meem Rashid

1910 - 1975 | United Kingdom

One of the founding-fathers of modern Urdu poetry.

One of the founding-fathers of modern Urdu poetry.

Noon Meem Rashid

Ghazal 4

 

Nazm 62

Sher-o-Shayari 3

pilā sāqiyā mai-e-jāñ pilā ki maiñ lā.ūñ phir ḳhabar-e-junūñ

ye ḳhirad raat chhaTe kahīñ nazar aa.e phir sahar-e-junūñ

pila saqiya mai-e-jaan pila ki main laun phir KHabar-e-junun

ye KHirad ki raat chhaTe kahin nazar aae phir sahar-e-junun

  • Share this

vahī manzileñ vahī dasht o dar tire dil-zadoñ ke haiñ rāhbar

vahī aarzū vahī justujū vahī rāh-e-pur-ḳhatar-e-junūñ

wahi manzilen wahi dasht o dar tere dil-zadon ke hain rahbar

wahi aarzu wahi justuju wahi rah-e-pur-KHatar-e-junun

  • Share this

ġham-e-āshiqī meñ girah-kushā na ḳhirad huī na junūñ huā

vo sitam sahe ki hameñ rahā na pa.e-ḳhirad na sar-e-junūñ

gham-e-ashiqi mein girah-kusha na KHirad hui na junun hua

wo sitam sahe ki hamein raha na pae-KHirad na sar-e-junun

  • Share this
 

BOOKS 33

Videos 52

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Noon Meem Rashid

Noon Meem Rashid

Noon Meem Rashid

Noon Meem Rashid

Noon Meem Rashid

chalaa aa rahaa huu.n samundaro.n ke visaal se

chalaa aa rahaa huu.n samundaro.n ke visaal se Noon Meem Rashid

dariiche ke qariib

jaag ai sham-e-shabistaan-e-visaal Noon Meem Rashid

kaun sii uljhan ko suljhaate hai.n ham?

lab bayaabaa.n, bose be-jaa.n Noon Meem Rashid

sabaa viiraa.n

sulaimaa.n sar-ba-zaanuu aur sabaa viiraa.n Noon Meem Rashid

andhaa kabaa.Dii

shahr ke gosho.n me.n hai.n bikhre hu.e Noon Meem Rashid

hasan kuuza-gar (4)

jahaa.n-zaad kaise hazaaro.n baras ba.ad Noon Meem Rashid

kaun sii uljhan ko suljhaate hai.n ham?

lab bayaabaa.n, bose be-jaa.n Noon Meem Rashid

sabaa viiraa.n

sulaimaa.n sar-ba-zaanuu aur sabaa viiraa.n Noon Meem Rashid

vahii kashf-e-zaat kii aarzuu

miraa dil giro mirii jaa.n giro Noon Meem Rashid

Audios 24

abuu-lahab kii shaadii

ajnabii aurat

dariiche ke qariib

Recitation

RELATED contributors

Recitation

Speak Now