Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dard ki had se guzarna to abhi baqi hai

Rashid Kamil

dard ki had se guzarna to abhi baqi hai

Rashid Kamil

MORE BYRashid Kamil

    dard had se guzarnā to abhī baaqī hai

    TuuT kar merā bikharnā to abhī baaqī hai

    paas aa kar mirā dukh-dard baTāne vaale

    mujh se katrā ke guzarnā to abhī baaqī hai

    chand sheroñ meñ kahāñ Dhaltī hai ehsās aag

    ġham ye rañg nikharnā to abhī baaqī hai

    rañg-e-rusvā.ī sahī shahr dīvāroñ par

    naam 'rāshid' ubharnā to abhī baaqī hai

    dard ki had se guzarna to abhi baqi hai

    TuT kar mera bikharna to abhi baqi hai

    pas aa kar mera dukh-dard baTane wale

    mujh se katra ke guzarna to abhi baqi hai

    chand sheron mein kahan Dhalti hai ehsas ki aag

    gham ka ye rang nikharna to abhi baqi hai

    rang-e-ruswai sahi shahr ki diwaron par

    nam 'rashid' ka ubharna to abhi baqi hai

    Source :
    • Book : Junoon (Pg. 204)
    • Author : Naseem Muqri
    • Publication : Naseem Muqri (1990)
    • Edition : 1990
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now