Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil se tiron ka aur kamanon ka

Majid Siddiqui

dil se tiron ka aur kamanon ka

Majid Siddiqui

MORE BYMajid Siddiqui

    dil se tīroñ aur kamānoñ

    ḳhauf jaatā nahīñ machānoñ

    ek ghar ke fard haiñ ham tum

    farq rakhte haiñ par zabānoñ

    rut badalne kyā bashārat de

    ek rañg gulistānoñ

    kaun apnā hai ik ḳhudā vo bhī

    rahne vaalā hai āsmānoñ

    baat 'mājid' pūchhte kyā ho

    shaḳhs hai ik ga.e zamānoñ

    dil se tiron ka aur kamanon ka

    KHauf jata nahin machanon ka

    ek hi ghar ke fard hain hum tum

    farq rakhte hain par zabanon ka

    rut badalne ki kya bashaarat de

    ek sa rang gulistanon ka

    kaun apna hai ek KHuda wo bhi

    rahne wala hai aasmanon ka

    baat 'majid' ki puchhte kya ho

    shaKHs hai ek gae zamanon ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now